|
        |
|
Balaa se jo dushman hua hai kisi ka Wo kafir sanam kya khuda hai kisi ka
|
-
'Daag'
|
|
Mera jo dil hai sanam khaanah hai haseeno ke Hazaaron suratein hain is mein ek basti hai
|
-
'Maharaja Prasad'
|
|
Dil-wa-jaan, deen-o-imaan jo lena hai sanam lelo Karenge u'zr dene mein na hum,chaaho qasam lelo
|
-
'Zafar'
|
|
|
|
|
Us nazaakat ka bura ho, wo bhale hain to kya Haath aawein to unhein haath lagaaye na bane
|
 |
|