|
        |
|
Karte ho aaj shaikh ji hum ko nasihat Kya kya kiya no hoga tumhine shabaab mein
|
-
'Rahmat'
|
|
Kya karte ho tum, naseh nasihat raat din mujhe Use bhi ek din kuchh jaake sumjhate to kya hota
|
-
'Rangeen'
|
|
Khaak taasir ho mullon ke samjhane mein Din ko masjid mein hain to raat ko maikhane mein
|
-
'Akbar Allahabadi'
|
|
|
|
|
Duniya ki yahi rasm hai, Romi ho ya Shaami Sultaan ki ghulaami, kahin mulla ki ghulaami
|
 |
|